Syed Wasi Shah Peotry to yaad aaoN ga
un kahe baat ko samjho gay to yaad aaoN ga
Hum nay khooshun ke tarh dukh bhi aakthy dekhy
Safaa hey zeyast ko palto gay to yaad aaoN ga
esi anadaz mein hoty thay mukhatab mujh saykahat keci aur ko lekho gay to yaad aaoN ga
meri khooshboo tumhey kholay ge gholabooN ke tarah
Tum ager khood say na bolo gay to yaad aaoN ga
Ab to yeh Ashk mein honto say chora leyta hunHath say khod enahen ponchoN gay to yaad aaoN Ga
Shal pehNaey Ga Ab khon dacember mein tomhein
Barshoon mein khabhi bhego gay to yaad Aoyon ga
bySyed Wasi Shah
Labels: Ab to yeh Ashk mein honto say chora leyta hun, Hath say khod enahen ponchoN gay to yaad aaoN Ga


0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
Links to this post:
Create a Link
<< Home