tu nay daikha hai kabhi ikk nazar shaam kay baad
tu nay daikha hai kabhi ikk nazar shaam kay baad
kitnay chup chaap say lagtay hain shajar sham kay baad
itnay chup chaap keh raastay bhee rahain gay laa ilm
chor jaaian gay nagar kisse roz shaam kay baad
main aisay he gunha teri juddai main keeiay
jaisay toofan main koe chor day ghar shaam kay baad
shaam say pehlay woh mast apni urranoon main rahaa
jiss kay hathoon main thay tutay hoay parr shaam kay baad
raat beeti to ginnay aablay aur phir yeh socha
kon thaa bahisay agazay safar shaam kay baad
tu hai suraj tujhay kahan maloom raat kaa dukh
tu kisse roz to uttar mairay gharr shaam kay baad
laut aaiay naa kisse roz woh awara mizzaj
khol rakhtay hain isse aas peh darr shaam kay baad


1 Comments:
AankhOn Mein Kaii Sapnay Saja Kar rOye bOhet hAin hUm
Dil Ko Naii dUnya Dikha Kar rOye bOhet hAin hUm
wO Badal Gya tO Phair Lii hUm Nay Bhi Nazar Apni
Par Us Kay KhatOun Ko jAlla Kar rOye bOhet hAin hUm
lOat Aaye tO hAin Us Kii Mehfil Say BaCha Kar Anna Apni
Par Us Kii Bazm Say Aa Kar rOye bOhet hAin hUm
Jisay Kiya Tha rOshan tAmnAnaaOn Say hUm Nay Apni
Us Sham e Wafa kO bUjha Kar rOye bOhet hAin hUm
Jin Kay Saaye Mein Kii Thii hUm Nay Kaii Baatien
Un BaaGhon Mein tAnhA Kar rOye bOhet hAin hUm
Kis Qdar KhUshii Say Kiya hUmdum Ko RukhSat hUm Nay
Magar Sab Say Nazar BaCha Kar rOye bOhet hAin hUm
Phir yOun hUa Kay AankhOn Nay Kaii Rat-Jagay Dekhay
PalkOn Pay Teri Yaad Bitha Kar rOye bOhet hAin hUm
wOhii Aaj mUjh Say Meray dArd Ki Wajah Chahta hAi
Jis Ki Baatien AurOn Ko Suna Kar rOye bOhet hAin hUm
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
Links to this post:
Create a Link
<< Home